✅ You Are Going to read Barsaat by Darshan Raval. This is a new bollywood song sung by Singer. Darshan Raval Song lyrics is written by Rashmi Virag and music given by Anmol Daniel.
Barsaat hindi song Lyrics –Darshan Raval
Song Credits :
- Song Name: Barsaat
- Language: hindi
- Release date : 9 nov 2020
- Music: Anmol Daniel
- Strings Arranged by Rudra Oza
Trailers:
Song ScreenShots :
Song Lyrics :
Chal Rahe The Hum Akele
Aur Tum Mil Gaye
Thodi Si Baarish Hone Lagi Phir
Tum Kahin Kho Gaye
Lag Raha Tha Khwaab Koyi
Choo Ke Guzra Humein
Thoda Sa Mushqil Ho Raha Hai
Ab Bhulana Tumhein
Bas Ik Lamhe Mein Tu
Zindagi Ban Gaya
Phir Umar Bhar Ke Liye
Tu Kitne Gham De Gaya
Barsaat Ki Uss Raat Mein
Toota Tha Dil Mera
Mujhe Yaad Hai Bheega Hua Sa
Chehra Tha Tera
Barsaat Ki Uss Raat Mein
Toota Tha Dil Mera
Mujhe Yaad Hai Bheega Hua Sa
Chehra Tha Tera
Mujhme Baaki Teri Khoosboo
Yaadon Se Na Jata Hai Tu
Aisa Lagta Hai Ki Mere Pass Tu
Shamein Pehle Jaisi Hi Hai
Mausam Saare Waise Hi Hai
Paagal Hoon Main Sochun
Sayad Aaye Tu
Mere Ishq Ke Safar Ko
Jaise Lag Gayi Nazar
Jubaan Kamosh Thi Magar
Ye Dil Roya
Tu Khush Hai Ye Soch Kar
Main Kuch Keh Paya Nahi
Main Khud Se Ye Keh Diya
Tu Mera Tha Hi Nahi
Barsaat Ki Uss Raat Mein
Toota Tha Dil Mera
Mujhe Yaad Hai Bheega Hua Sa
Chehra Tha Tera
Barsaat Ki Uss Raat Mein
Toota Tha Dil Mera
Mujhe Yaad Hai Bheega Hua Sa
Chehra Tha Tera
Barsaat Ki Uss Raat Mein
Toota Tha Dil Mera
Barsaat Ki Uss Raat Mein
Toota Tha Dil Mera
Barsaat Ki
❤️ Wrapping Up :
Thanks For reading Barsaat Lyrics. pls, Visit us daily For all type latest song Lyrics.